Lafz
Kyu lafz dhundhte ho kyu ehsaaso ki numayish Kya bebas huyi hain itni insaaniyat ki khwahish ... Kyu dard thahrta hain aankho ke picche chupkar kya rushwa hua hain sach bhi Farz ke kandho par Main bhi khamosh hu tum aaj chup se baithe ho jamaana kahta hain humse ki rawaaytein ye kaisi ho Main hi majbur hu Main hi mukhtaar hu Main hi manzil bhi hu Main hi deewar hu ...