Shayad kabhi yu hi ... yu hi jab dil jaanta hain ke vastavikta aur kalpana ke fasle faisle bane hain aise aur inhi faslo ke bich bhi tumko pana ho jaise yu hi dil janta hain ummeed ka sagar ab bhi ankho se chalka nahi hain yu dil bulata hain tumko jab majburiyo ka saaya dhalka nahi hain yu hi ikhtiyaar ke dariche hain paar is ghar ke ret ke sehre koi umeed hi bulaati hain Raat ko shab sa bulata hain yu hi jab dil janta hain ...
Posts
Showing posts from April, 2012