Shayad kabhi yu hi ...
yu hi jab dil jaanta hain
ke vastavikta aur kalpana ke fasle
faisle bane hain aise
aur inhi faslo ke bich bhi
tumko pana ho jaise
yu hi jab dil jaanta hain
ke vastavikta aur kalpana ke fasle
faisle bane hain aise
aur inhi faslo ke bich bhi
tumko pana ho jaise
yu hi
dil janta hain
ummeed ka sagar
ab bhi ankho se chalka nahi hain
yu dil bulata hain tumko
jab majburiyo ka saaya dhalka nahi hain
yu hi ikhtiyaar ke dariche hain
paar is ghar ke ret ke sehre
koi umeed hi bulaati hain
Raat ko shab sa bulata hain
yu hi jab dil janta hain ...
Comments
Post a Comment